Hisar Roadways Apprentice Recruitment 2026 : हरियाणा परिवहन विभाग, हिसार ने विभिन्न ITI ट्रेड्स के लिए Apprentice Intake 2026 की घोषणा की है। इस भर्ती में कोई परीक्षा नहीं होगी; चयन पूरी तरह से आपकी ITI और 10वीं के अंकों की Merit List के आधार पर किया जाएगा।

इच्छुक उम्मीदवार Apprenticeship India पोर्टल के माध्यम से 02 मार्च 2026 से आवेदन कर सकते हैं। भर्ती की पूरी जानकारी नीचे टेबल और पॉइंट्स में दी गई है।
Hisar Roadways Apprentice Recruitment 2026 Imortant Date
- Starting Date : 02/03/2026
- Last Date : 10/03/2026 11:59 PM
- Document Verification Date : 13/03/2026
- Merit List Released : 20/03/2026
💰 Application Fees
Is bharti ke liye koi aavedan shulk nahi liya jayega.
- All Categories: ₹0/- (निशुल्क)
⚖️ Eligibility & Age Limit
- Educational Qualification: 10वीं कक्षा पास और संबंधित ट्रेड में ITI Certificate (NCVT/SCVT)।
- Age Limit: न्यूनतम 14 वर्ष। अधिकतम आयु सरकारी नियमानुसार होगी।
📊 Trade-Wise Vacancy Details
| Trade Name | Total Vacancy | Trade Name | Total Vacancy |
| Diesel Mechanic | 34 | Welder | 09 |
| Electrician | 12 | Carpenter | 06 |
| Painter | 02 | COPA | 01 |
| Turner | 02 | Steno English | 01 |
| Steno Hindi | 01 | Motor Mechanic Vehicle | 25 |
📋 Selection Process (चयन प्रक्रिया)
Selection seedhe merit ke aadhar par hoga:
- Merit List: 10th aur ITI ke marks ke aadhar par shortlist kiya jayega.
- Document Verification: Hisar Roadways office mein asli dastawezon ki jaanch.
- Medical Examination: Saamanya swasthya jaanch.
📋 Document Verification (DV) Checklist
13 March 2026 ko DV ke samay aapko ye dastawez apne saath lekar Hisar Roadways office pahunchana hoga:
- Apprenticeship India Portal se download kiya gaya application form.
- 10th Class ki marksheet (Original aur Photocopy).
- ITI Certificate (NCVT/SCVT) aur sabhi semesters ki marksheet.
- Aadhar Card aur Pan Card.
- Haryana Resident Certificate (Domicile).
- Caste Certificate (Agar aap SC/BC category se hain).
- 2 Passport size photographs.
LokCareer Tip: Yaad rakhein ki apprenticeship portal par apply karte samay apni ITI aur 10th ke marks bilkul sahi bharein, kyunki merit list inhi ke aadhar par banayi jayegi.
💻 How to Apply (Online Process)
- Sabse pehle portal par apna registration karein.
- Profile ko 100% poora karein aur sabhi dastawez upload karein.
- Apprenticeship Opportunity tab mein jayein aur “General Manager, Haryana Roadways Hisar” search karein.
- Apni trade ke saamne Apply button par click karein.
- Apply karne ke baad application form ka print out zaroor lein (DV ke samay kaam aayega).




